Search on this blog

Wednesday, December 17, 2008

Guzaarish





Tu meri adhuri pyaas pyaas,
Tu aagayi mann ko raas raas, Ab to...
Tu meri adhuri pyaas pyaas,
Tu aagayi mann ko raas raas,
Ab to tu aaja pass paaaaaas, Hain Guzaariiiish.
Hain haal to dil ka tang tang,
Tu rang ja mere rang rang,
Bas chalna mere sang sang, Hain Guzaariiiish.
Kehde tu haan to zindagi, chain-o se chhutke hasegi,
Moti honge moti rahon mein, Yeh Yeh Yeh.
Tu meri adhuri pyaas pyaas,
Tu aagayi mann ko raas raas,
Ab to tu aaja pass paas, Hain Guzaariiiish.

Sheeshe ke khwaab leke, Raaton mein chal raha hoon,
Takra naa jaau kahin ...
Aasha ki lau hain roshan, Fir bhi toofan ka darr hain,
Lau bujh naa jaye kahin ...
Bas ek haan ki guzaarish, Fir hogi khusiyon ki baarish.
Tu meri adhuri pyaas pyaas,
Tu aagayi mann ko raas raas,
Ab to tu aaja pass paas, Hain Guzaariiiish.

Hmmm Mmm Mm Mmm Mmm Mm Mmm Hmmmmm Mm…

Oho Ohhhhhhhhhh Oho Ohhhhhhhhh..

Chanda hain aasman hain, Aur baadal bhee ghane hain,
Yeh chanda chhup jaye naa ...
Tanhayi dass rahin hain, Aur dhadkan badh rahi hain,
Ek pal bhi chain aaye naa ...
Kaisi ajab dastaan hain, Bechainiyan bas yahan hain Oh-ho..
Tu meri adhuri pyaas pyaas,
Tu aagayi mann ko raas raas,
Ab to tu aaja pass paaaaaas, Hain Guzaariiiish.
Hain haal to dil ka tang tang,
Tu rang ja mere rang rang,
Bas chalna mere sang sang, Hain Guzaariiiish.
Tu Meri Adhuri Pyas Pyas, Hmm M M M Hmmm

0 comments:

Post a Comment

Featured Video

Featured Article

Poems